WHY a muslim cannot say wandey mataram but he can say?

WHY a muslim cannot say wandey mataram but he can say?

Naghma-e-Tauwheed

“Aye Malik-e-Do Jahan”
Main Sajda Karta Hun Tujehey !
Aye Malik-e-Do Jahan!
Aye Khaliq-e-Arz wo Sama !
Kiya Khob Banaya Tu Ney !
Yeh Mera Hindustan !
Har Koi Kahey Ise Jannat Nishaan !
Yahan Ka Pani !
Yahan Ki Hawaa !
Yeh Nazarey Jaanfiza !
Bheeni Bheeni Khusboo !
Shaadab Pahadriyan Har Su !
Aur Chandni Raataun Ka Samaan !
Aye Malik-e-Do Jahan!
Aye Khaliq-e-Arz wo Sama !
Tou Ney Bhakshi Hain Isey Dilkhash Wadian !
Gunjan Bastian, Lahlahati Khaitian !
Yahan Ilm Key Darya Rawan Dawan !
Aye Malik-e-Do Jahan!
Sajda-e-Shukr Baja Laata Hun Main !
Aye Malik-e-Do Jahan!
Aye Khaliq-e-Arz wo Sama !

(Written By Mohammed Ibrahim Khan Shouwq – Aakot )

This is the difference between ……………

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *